some soothing lines of poetry
i read these lines to myself usually when i am feeling down.
falak kai dasht main taaron ki aakhri manzil
kahin tau ho ga shab-e sust mauj ka sahil
kahin tau ja kai rukay ga safina-e gham-e dil.
abhi girani-e shab main kami nahin ayi
najaat-e deeda-o-dil ki ghari nahin ayi
chalay chalo kai woh manzil abhi nahin ayi.
~faiz ahmed faiz

0 Comments:
Post a Comment
<< Home